|
Larki kahan say laaon main shaadi kay waastay
shaiyad kay iss main mere muqaddar ka dosh hai
Azra, Naseem, Kauser-O-Tasneem bhi gayeen
"Ik Shama rah gayi hai, so wo bhi khamosh hai
The ORIGINAL Falcon -
Tu Tundi-e-Baad-e-Mukhaalif say na ghabra ay Uqaab
Yeh tau chaltee hai tujhay OoNcha urRaanay kay liye
|