Dani bOy - - - me doing Lash Pash , well yaar bus woh kia hai nah japan walo say contract kara tha Pic develop karwanay ka
Orpheus = = = yAh Kojak
Shikra Baji - - - -

Love u man . . . . yaar bus busy in jOb ,,,,,,, Life mai abb kuch nahi raha serf job kay ilawa . . . wesay mai bhi app logo ko miss karta ho

jabhi tu wapas ayah yaha
Uncle Jee - - - - yaar mera bhai mera janu kesa hai

yaar bhool gaie lay jana DigI cam

abb waha jaaa kar yaad ayah kay Cam he koie nahi layah sab aik doosaray kay assraay par rah gaie kay yah layah ho ga woh layah ho ga . . in the end koie nahi layah . . . tu waha Mangorah say Camera khareda aik pathan ke shop say . . . . . . wesay pics yaar cousin kay pas hai jesay he day ga ill send it to u darling .
shoab akhtar - - - - darling bus teray say nice nahi
Nakhan - - - - jaani thanks nah . . . . . .
Enya - - - - shukreyah , nawazish , karam .
magar jo app ko Gunday melay ho gay woh hum jesay nahi ho gay :=p