Daagh - - - mera bhai

kesa hai jaani . . . . i love u nah . . . . kaha hai bhai ajj kal . . . shadi kay bad tu hum ko bhool he geyah baywafa insan

bhabi kasi hai . mera salam dena un ko . . . . .wesay yaar abb humhari age chale gaie chaa janay wali . . . im about 27 years buddha nah
bus manay tu asay he post kar de pics apni kay kafi arsa ho geyah or tour par bhi geyah tha tu soocha apna khoooof kay sath naak wala chera app logo ke khidmat mai paash kar do
