Quote:
|
Originally Posted by Amal
Aey gheirat-e-momin tujhey jaagna hey aaj
ke ik aur Karbala ka tujhey saamna hey aaj
apnoN ki be'hisi ka gila phir kabhi sahi
qatil sey apna khoon-baha maangna hey aaj
|
Buhat khoob
.....................................
Hum ney kaantoN ko bhi narmii sey chuhwaa hey aksar
log be-dard heiN PhooloN ko massal detay heiN
|