Quote:
|
Originally Posted by Amal
Naam aatey hi tera hoNtoN par
phool khiltey heiN lafz ban, ban kar
"Rey"
|
Raat azar kiyun na ban jaye??
Dil pay yadon nai teer tana hai
nigah e ishq ko itna tu mohtaram kerday
guzar gay hain jo lamhay unhay baham kerday
taras rahi hon koi maa sa meherban wajood
DUA E NOOR parhay or mujh pay dam kerday
|