|
yaqeen gar nahi tum ko to poch lo meray yaaron say
batain karnay lag gaya hon ab to main deewaron say
wo din ab to hawa huay jab seh laita tha saray dard
ab to darr sa jata hon, main purkaif nazaron say
Ussay kaho ke bohat na'murad shay hai junoo'n
Ussay kaho ke mujhe hai bohat junoo'n uss ka
|