|
Tootti raat pai khunda sehar nagiha
Jhimilatai hai Shabistano kee khalwat kai charagh
or Ahmed Faraz ka aik shair arz hai
Itni Tareeqi ankho mai basi hai Faraz
Raat tau Raat hum din ko jalatai hai charagh
Koi bata dai Neelam kai uun Katauro ka bhaid
Jis kee atha ghairaiyo mai Samandar doob jatai hai
suna hai
In Palko ka Chilman jub wa hota hai
jaisai Shab-e-Amawas mai Chandni kee nahrai bikhar jati hai
Jaisai tareeqiyo ka daman shama froza ho jata hai
aur
Har soo hazarau deep jal uthtai hai
Jamo-Saboo kai is tufan mai
Luta diya Saqi nai Mai Khana is ada par
Suna hai yai Sharmagee nighahai jub haya sai jhukti hai
Jiaisai roshan ankho sai pai dar pai Subhai talooh ho rahi hau
Jheel kee in pinhaiyo mai
Subha-i-Awalee kee Shuai rangeen Tanai Banai buun rahi hau
KM of Mannapur
Last edited by Kaka-Manna; Aug 4th, 2008 at 04:05 AM..
|