Quote:
Originally Posted by Confused Gadha
ab to mr 10% khullam khulla 100% kahayaingay..!! 
|
pehlay kis ne roka thaa? itna saara khaya phir NRO ki waja se dakar bhi nahi leni paree, Mush ke hotay howay Power Generation Plans revise kiye gaye 14.5 billion to 30 billion, Mush ne kia kar liya thaa?
Pakistan ka Allah 61 saal se hafiz hay, Inshallah Pakistan apni jaga rahay gaa, Pakistan ka bura chahnay walay chalay jayen gai
