lolz.. waisay sachi baat hai.. I do not like politics at all.. but jo dekhnay main milta hai.. dil main dard sa hota hai.. keh bechari awam piss rahee hai is kursi keh khel main..
mujhay to woh indian movie.. NAYAK yaad aati hai.. keh main bhi kuch karoun (not like Anil Kapoor though

) .
Sheeda talli to apna jigar hai..!!

us ko kia pata keh kursi kursi kaisay kheltay hian..!!
waisay pata to mujhay bhi nahee
