Quote:
Originally Posted by brother_quraysh
wasalaam
welcome to GS
EDIT: 
|
U be Idar Welcome
EdiT:
Quote:
Originally Posted by Elegance
ap itna arsa ghayab na rehtay to ap ko ye sawal poochnay ki zaroorat na parrti
|
ooHohoHohohohohooo...Ghalati Ho Ga'ee .... Muaf Kardain Baba
Quote:
Originally Posted by Problem _girl
walikum salam & baase eid mubarak
kertoot to app apnain poostain jis ki wajah say app itna arssa thaanay per thay or eid per app ko jail say raha kia gaya or app online aa sakay : P
|
Aap ko Double BAASI eid Mubarak Tarrka Maar k ....
Swat Gaya Tha ... Malvi Fazlullah Ko Mananay ... Magar baat naheen ban saki ...
Hum seedha jail jaatay hain Bibi ... yeh thanay shaanay tou nikkay kaakoo'n k liay banay hain
Quote:
Originally Posted by NaMaan
Sallam 
|
kiya haal aur CHAAL hain Naa MaaN Pa'ee
Quote:
Originally Posted by Khumar
P^K aya P^K 
|
Mayra Yaqeen Karo Main P^K Naheen Aaya ... Tumhari Qasam Khumar
