Quote:
Originally Posted by *Masoom Muskaan*
muge to rone ka time beh nehe melta 
|
Tumharay ronay say toh GS main nadian naalay bha niklay hain. Pani k baray baray jahaz chal rahay hain, dolphinain chalangian laga rahi hain, machlian darakhtoon par char gai hain, phir bhee kahtee ho k rone ka time bhe nahi milta.
