Quote:
Originally Posted by Flooder-e-Azam
 Billi begum aap ko intay arsay baar dekh rahe hain keh aap ka seyah rang bhi dil ko khoob maloom ho raha hai
|
haan waise hoan bhi chahiye nahi to apko phir qaid kar dia jaye ga aur aap mujhe larne bhej de gain apni jaga aur khud larkion ke saath baagh ki sai rkarain ge
