Quote:
Originally Posted by Flooder-e-Azam
 humein koun nahi janta.hamaray bare main aap kisi gali ke bachay say bhi daryaft farma sakti hain
|
aap ko hum nahin jaante

aur hamari gali main iss time koi bacha nahin hai tu aap khud hee takleef farmayen aur hamain bta dain
