humein achanak taleem ki ahmeyat ka andaza hua hai.
is liye sochtay hain ke
karobari intezaam main kunwaargi(Bachelors in Business administration) ki taleem hasil karein

aur kya maloom jamia main hamari koi mustaqbil ki malika say mulaqaat hi ho jae
pehlay hum khud parh like ke naam roshan karein ge phir sari Qoum ko parhayein ge

hamara azm..Parha likha guppistan