Quote:
Originally Posted by Janwar
La-D-Honey - - - - tum ko pata nahi tha  baywakoof  mari doost ho kar tum ko nahi pata  khair abb pata chal geyah tu foran maray bachay kay leyah sardi kay achay achay suits bhaajo 
|
Leh.. mujhe kahan se pata chalna tha..

4 baar shaadi hui tumhari.. n u didnt even invite me 2 any of em.. I was waitin for ur 5th shaadi invitation..!! yaad hai..?? u promised me..
Chalo khair.. maine tumhare shaadi ke liye kapre jo banwaaye the na.. uske hi kaka ke kapre banwaa loongi..:CareBear:
waise.. kaka is soooo cuuuute.. lagta hai ma pe gaya hoga phir..
