Quote:
Originally Posted by Khumar
I want you guys to give me points so I can convince my brother to buy me a Wii. (He has a PS3)
Thank you.
|
Us ko dhamki dahin main tumaharay PS3 pay charh kar chalang laga doon gi is tarha tumahara do nuqsaan ho ga aik to apnay ps3 say mahroom ho gay doosray apni pyari bahan say. Phir tum aisi bahan kahan say lao gay jo tum say itna pyar karti hai.
Aik saath do baraay sadmay yani loss of PS3 aur pyari bahan tum say bardasht naheen ho ga jo mujh say daikha naheen jaay ga isliaay sharafat say mujhay wii dilatay ho kay maroon sir pay bailna. Bolnay say pehlay belna haath main laina na bhoolain.
Agar uss say bhi na manaay to uska paisay chori kar kay jama kar kay kahain mujhay wii la do phir bhi na manaay to uska ps3 baich kay paisay ikhattay karain agar phir bhi kum parain to uska copmuter aur favourite shirt jootay mozay sub ebay main auction pay laga kar paisay ikhattay kar lain.
lol