Quote:
Originally Posted by mama ki dua
Wah wah
PK uncle fikar mat karain main aap kaliyae rishtaa dhondon gi kyunke gs ke rishtay karwane ka theka maine lia howa hai 
|
Mujhay Pata hota K Yeh Thayka Aap K Paas Hay Tou Main Aap Ko DIRECTLY apni Pics Bhaij dayta
Khair Ab b Koi Dair Nahin Hovee Foran Rishta Pak'ka Karvao
Quote:
Originally Posted by Aliyish
looking good man 
|
Thanx Janab :~)