|
Nain Jaan ye jahan aisa nain hai
ye bandhan tootney wala nain hai
na uterey ga teray pyar ka rang kabhi
ye dheema hai magar ye kucha nain hai
Ishq samjhe the jise, wo tha bus narasai ka rishta
mere aur us ke darmian nikla umar bhar ki judai ka rishta.
|