Quote:
Originally Posted by TLK
And this is from FairyTail
Murghay teri talaash main dulhan bani phiroon
sehray ko apni kal'ghee pai ab tum bhi taang do
awaz to de do mairay jaanum, kahan ho tum
andaa na de sako ..sahi, par eik baang do
|
issi background ko letay huay Fito ke leay..
Dewaron pe choon choon kerta acha lagta hai
mujh ko to wo Fitoo ka bacha lagta hai
