|
:-) Aap SAWW ne Nimaz k ilawa Dua's Bhi batain hayn dear ap is ka matlab phir uneh ghalt farma rahe hayn??
haan?
Lahul wala
Beshak nimaz se behad pershani dur hoti hay
per Piyaray rasool Ki Piyari Dua'as phir kis liye hayn yani k sirf nimaz parhein AAP SAWW ne jo9 duas batain ap uneh tasleem he nahi kerte
hairat hay
baqi rahi baat Dear 5 waqti nimazi ki to alhamdulilah is k baad he wazaif ki bari aati hay jab Nimaz main pabandi ho gi Dil main Khuda absta ho ga na to in Dua's epr per bhi kamil e yaqin ho jaye ga aur un Farman E nabwi per bih dhyan jaye ga k Rat ko sotay awqat yeh amal hon
|