|
Tanhai mein tarpati hain
kyon itna rulaati hain
jise hum bhulna chahtey hain
kyon uski yaadein aati hain
yaadein jab aati hain
tau sath kitne aansou laati hain
ya yun kahe yaadein tau sath rehti hain
bus log aatey jaatey hain
Ishq samjhe the jise, wo tha bus narasai ka rishta
mere aur us ke darmian nikla umar bhar ki judai ka rishta.
|