Quote:
Originally Posted by redidentity
Aik Nazm,
Khizaan Ka Mausam Guzar Raha Hai
Hawa Bhi Nohay Suna Rahi Hai
Ye Sookhay Pattay Bikhar Rahay Hain
Tumhari Yaadain Bhi Aa Rahee Hain
Jo Dil Ko Meray Sata Rahee Hain..
(Ahmer)
|
Simply awesome ....... Khizaan kay mousum key buhat khoubsurat aakasi ..... keep it up Ahmar
Uss kay Dushman Hain Buhat Aadami Acha Hoga
Woh Bhi Meri He Tarah Shahar Mein Tanga Hoga
|