pyaray roznamchay(journal)
Posted Jan 16th, 2009 at 01:07 PM by Flooder-e-Azam
Ab humein bhi saltanat-e-Gupshup pe aye hue ek umar guzr chuki hai.Hamaray to baal bhi ab safeed ho gaye
kabhi sochtay hain keh ghalti hi kee yahan aa kar.Magar phir khayaal ata hai keh agar yahan na atay to humein itnay achay dost kahan say miltay

kabhi jee mai ataa hai ke kuch logon ko yahan keench ke kaan ke neechay dein magar phir sochtay hain kya faida, sari duniya lar mar rahe hai.ek hum bhi saath hi shuroo ho jayein?
Magar is cheez ke behad khushi hoti hai keh hum duniya ke jis konay mein bhi rehtay hain magar hum sab ek achay Guppistani hai aur hum sab ka dil apnay guppistani *behan bhaiyoon ke liye dharakta hai
*
behan= Awaam ke behan ,hamaari nahi

Gupshup Zindabaad!

Total Comments 1
Comments
-
Posted Jan 16th, 2009 at 02:09 PM by Anonima

gupshup
unplugged
society
services