tu hai ek khawab ki tarha,
Posted Jan 15th, 2008 at 09:24 AM by Jaan Lewaa
tu hai ek khawab ki tarha,
pyaas ki tarha, aas ki tarha,
gehri jheel ki tarha,
uss mai raks kartay chaand ki tarha,
tu hai ek daastan ki tarha,
ek band kitab ki tarha,
ehsaas ki tarha,
umeed ki tarha,
yakeen ki tarha,
tu hai asmaaN ki tarha,
uss mai khoye chaand ki tarha,
lehrati lehroN ki tarha,
jhoomti hawaooN ki tarha,
mast nighaoN ki tarha,
nashay k jaam ki tarha,
dikhnay mai aam ki tarha,
hai tu ranjhay ki heer ki tarha,
jaagti taqdeer ki tarha,
khawab ki tabeer ki tarha,
pyar ki tasveer ki tarha,
tu hai ek farmayish ki tarha,
kisi azmayish ki tarha,
dil mai bassi khawaish ki tarha
pyaas ki tarha, aas ki tarha,
gehri jheel ki tarha,
uss mai raks kartay chaand ki tarha,
tu hai ek daastan ki tarha,
ek band kitab ki tarha,
ehsaas ki tarha,
umeed ki tarha,
yakeen ki tarha,
tu hai asmaaN ki tarha,
uss mai khoye chaand ki tarha,
lehrati lehroN ki tarha,
jhoomti hawaooN ki tarha,
mast nighaoN ki tarha,
nashay k jaam ki tarha,
dikhnay mai aam ki tarha,
hai tu ranjhay ki heer ki tarha,
jaagti taqdeer ki tarha,
khawab ki tabeer ki tarha,
pyar ki tasveer ki tarha,
tu hai ek farmayish ki tarha,
kisi azmayish ki tarha,
dil mai bassi khawaish ki tarha
Total Comments 2
Comments
-
Posted Mar 23rd, 2008 at 06:45 PM by ~Iraj~
-
thx IrajPosted May 15th, 2008 at 12:18 AM by Jaan Lewaa







gupshup
unplugged
society
services










