chaand
Posted Aug 20th, 2005 at 12:13 AM by Jaan Lewaa
jab dekha chaand maine baray arsay k baad
laga mujhe woh udaas teri muskarhat k baad
subh-o-saweray chehkana woh parindoo ka
laga mujhe woh baighana teri awaz k baad
khaloos-o-pyar se milna mujh se logo ka
laga mujhe woh dushmagana teri amad k baad

gupshup
unplugged
society
services