yeh masoom logo ki nahi sang-dil-walo ki basti hai
Posted Sep 11th, 2005 at 01:57 AM by Jaan Lewaa
dil mai hai woh par ankhen kis liye tarasti hai
sara din unhay talash kar k raat ko barasti hai
woh jo humari raaho mai beechatay thay nazaray
wohi nazaray ab humay dekh kar q parakhti hai
kal tak jin ki wafayoo ki kasmay khata tha zamana
ajj ussi zamanay mai unki bewafayian garajti hai
woh jo humay hansaya karte thay na kuch keh kar
ajj humay rulanay tarpanay mai unki masti hai
Suhail yeh dastoor hai duniya ka pyar na karo kisi se
yeh masoom logo ki nahi sang-dil-walo ki basti hai
- Suhail

gupshup
unplugged
society
services