...dost
Posted Nov 14th, 2005 at 02:42 PM by Jaan Lewaa
dost kehnay ko ek lafz hai
likhnay may char harf hain
(daal, wao, seen, tay)
Dukh mai jo humesha saath ho
Woh jo apno ka ehsaas day
Sukh mai woh tumhay yaad ho
Taluq na rakh kar bhi jo saath day
badlay mai jo kuch na mangay
jo ehsaan kar k na jaataye
jo tumhay humesha palko pe bithaye
tumhari har cheez ka apnaye
ho aisa k durr reh kar bhi
woh na tum se durr ho
bhool jao agar kabhi tum kuch
tou ussay woh yaad ho
jo cheez na milay tumhay kabhi
woh cheez humesha uss k paas ho
yehi dosti hai agar woh dilnawaz ho
- Suhail
likhnay may char harf hain
(daal, wao, seen, tay)
Dukh mai jo humesha saath ho
Woh jo apno ka ehsaas day
Sukh mai woh tumhay yaad ho
Taluq na rakh kar bhi jo saath day
badlay mai jo kuch na mangay
jo ehsaan kar k na jaataye
jo tumhay humesha palko pe bithaye
tumhari har cheez ka apnaye
ho aisa k durr reh kar bhi
woh na tum se durr ho
bhool jao agar kabhi tum kuch
tou ussay woh yaad ho
jo cheez na milay tumhay kabhi
woh cheez humesha uss k paas ho
yehi dosti hai agar woh dilnawaz ho
- Suhail





gupshup
unplugged
society
services










