ek baar phir se zindagi mujh se jeetnay wali hai
Posted Dec 5th, 2005 at 01:28 AM by Jaan Lewaa
ek baar phir se zindagi mujh se jeetnay wali hai
mujhay maat de kar khood agay baharnay wali hai
na mai kuch kar raha hoon aur aisa lagta hai
mere kuch karnay se na kuch honay wala hai
meri kismat tou hai hi ek kalay daagh ki tarah
lakin uss ki kismat ka sitara sunehra honay wala hai
duniya ko mainay apna nahi mana kabhi, lakin chaha ussay
jo duniya se bhar kar hai, aur ab uss ka inteqaam honay wala hai
zindagi la rahi hai uss k daamun mai sehar ki kirnay
aur meri zindagi ka aftaab ab dhalnay wala hai
uss ki zindagi mai jalay ga ab khusiyo ka diya
aur meri zindagi mai bus andhera honay wala hai
- Suhail

Total Comments 3
Comments
-
Re: ek baar phir se zindagi mujh se jeetnay wali hai
thanx nyc_girl, lolzzz m not master in it n i dont write dat good haal-e-dil ko sirf kuch alfaaz mai likhnay ki koshish karta hoon
it dont take dat long to kuz when u start writin sumthin u already knowz wat to write all u have to do iz find right wordz n i dont think m doin good job in dat
Posted Dec 9th, 2005 at 10:21 PM by Jaan Lewaa
-
Re: ek baar phir se zindagi mujh se jeetnay wali hai
zindagee say kion dartay hoo .
zindagee tu tum bhi ho :hug:Posted Jul 20th, 2006 at 03:07 PM by niyal

gupshup
unplugged
society
services