jo beh jaye woh ansoon jo reh jaye woh hai dard
Posted Mar 13th, 2006 at 03:29 PM by Jaan Lewaa
jo beh jaye woh ansoon jo reh jaye woh hai dard
zindagi maut bangyi, kia iss duniya mai tha ek hi fard
ab ankhen huhi hain nam, lehja hai haklaya sa
khushi bichar gyi mujh se jab se raha na woh shaks
na tha gham koi, na tha dar jab saath tha woh mere
uss k janay k baad ab tou dara deta hai mera hi aks
gya hai woh jab se durr, yeh zindagi tham si gyi hai
jo sansein hain baki, woh uss k saath guzray waqt ka hai qarz
Suahil yaha sirf tum nahi, aye yahan majnu, ranjha aur farhad bhi
na reh saka koi ek pal chain se jab laga yeh ishq-e-marz
- Suhail

Total Comments 1
Comments
-
Re: jo beh jaye woh ansoon jo reh jaye woh hai dard
pretty touchy.............Posted Apr 14th, 2006 at 05:41 PM by sara_87

gupshup
unplugged
society
services