jalnay waloN ka mooN kaala.
My New Ghazal - Raat ko Jab Kutta Bhonka...
Un dono larkion kay naam jinho nay meri zindagi badal di...mera bilkul taaza kalaam hai.
Raat ko jab kutta bhonka...
raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka
yaad ayi muje bushra ki meri
raat thi wo bohat andheri
raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka
mili thi muje wo gupshup par
sama liya usne muje dil par
baat hoyi phir ikdin phone par
kaha ab to tu thora sakun kar
bushra ho gayi pyar mai andhi
par baat hai ye bohat gandhi
thi gupshup par aik aur larki
aur tha mai bohat ziyada tharki
wada maine usay bhi kar lia tha
ab na idhar ka na udhar ka tha
dono ko bana lia phir maine behna
ab dono ko ye dukh hai bas sehna
raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka...

Raat ko jab kutta bhonka...
raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka
yaad ayi muje bushra ki meri
raat thi wo bohat andheri

raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka
mili thi muje wo gupshup par
sama liya usne muje dil par
baat hoyi phir ikdin phone par
kaha ab to tu thora sakun kar
bushra ho gayi pyar mai andhi
par baat hai ye bohat gandhi

thi gupshup par aik aur larki
aur tha mai bohat ziyada tharki
wada maine usay bhi kar lia tha
ab na idhar ka na udhar ka tha

dono ko bana lia phir maine behna
ab dono ko ye dukh hai bas sehna
raat ko jab kutta bhonka
to mera dil achanak chonka...

Total Comments 13
Comments
-
Posted Jan 1st, 2009 at 03:36 PM by goodnews
-
Posted Jan 1st, 2009 at 03:37 PM by Samad
-
Posted Jan 1st, 2009 at 03:38 PM by goodnews
-
Posted Jan 1st, 2009 at 03:39 PM by Samad
-
Posted Jan 1st, 2009 at 03:41 PM by goodnews
-
On ka sehna tu aik traf tum ne ye sab kis trha saha hu ga os ka soch ker kaleja mu ko atta haiQuote:Originally Posted by samaddono ko bana lia phir maine behna
ab dono ko ye dukh hai bas sehna
Tobah tum kaise insan hu samad bhains ky zikar sy tumhary jazbat machal jaty hainQuote:^ jallo mat, jal kukree, wo mera pyar theeN, aise na karo mere jazbaat machal jaate haiN.

Posted Jan 1st, 2009 at 03:42 PM by goodnews
Updated Jan 1st, 2009 at 03:51 PM by goodnews -
Posted Jan 1st, 2009 at 08:15 PM by danday_wala
-
Posted Jan 1st, 2009 at 08:55 PM by 5Abi
-
Posted Jan 1st, 2009 at 08:58 PM by danday_wala
-
Posted Jan 1st, 2009 at 09:32 PM by goodnews
-
Posted Jan 1st, 2009 at 09:44 PM by danday_wala
-
Posted Jan 2nd, 2009 at 03:39 PM by mama ki dua
-
Thay kia hain kehna chahiyQuote:Originally Posted by mama ki duathay aap tharki wah wah kitni sachi baat kahi
mian sahabzady agar isi trha her larki ko behan banaty rahy tu GS waly kisi Mrs. Samad ko bhabhi kehny ko trasty hain reh jaain gyQuote:Originally Posted by samaddono ko bana lia phir maine behna
Posted Jan 3rd, 2009 at 04:09 AM by Bushra




Samad yar tumhin Bhains ko Piyar kerti woh larki itni bhai ky ratain os ky intizar main guzarti hain


gupshup
unplugged
society
services










