Quote:
Originally posted by ullujii:
Aahh Gadha bhai jab insan par buraa waqat ay to us co acha waqat yaad kar k kush hona cheya thankoo k ap ne acha waqat yaad dilaa kar kush kar deya
|
abay ullu

yaad nahin uss main bhee pakistan issi tarah haartaa jaa rahaa thaa
aur bann gayaa world champ

:~D
rani: everyone knows already.. koie naiee baat karo

