Results 1 to 5 of 5
  1. #1
    Senior Member
    Join Date
    May 8, 2001
    Posts
    2,050
    Paros mein naya karaidaar jora aa gaya. Ek roz begum ney kaha: Donon mein bohot mohabbat lag ti hai. Har subha woh office sey jaaney sey pahley bari narmi sey uss ka haath pakar taa hai. Phir kaafi derr tak woh ek doosrey ko palat palat key kudha hafiz kartey rahtey hain. Tum bhi aisa kyoon nahin kartey? Uss ka miya hairaan ho key bola: Lekin main to uss ko jaan ta bhi nahin hoon!
    =======================================
    Ek qawwal bar bar yeh misra dohra raha tha:
    Main makkah medina aaoon main makkah medina aaoon, jaaoon, aaoon, jaaoon, aaoon, jaaoon. Uss key aaoon jaoon barthey gai to ek admi sey raha na gaya. Woh zor sey bola: Arrey itney pheron ke liye kiraya kahaan sey laaiga?
    ========================================
    Interviewer: Farz karo key main tumhey apney ghar bulaoon aur meri biwi boley saahib ghar pey nahin hain aap andar aa jaien to aap kiya kareingey?
    Interviewee: Aap apni biwi ki photo dikha sakhtey hain?

    Do paagal chall rahey hotey hain to achaanak unn ko khayaal aata hai key hum aam bun key ulta latak jaaein.
    Thori derry baad ek girr gaya to pehley ney kaha, "kyoon thakk gain?" to doosra bola nahin pakk gaya..
    ===========================================
    Miaan: pyaari Rosy, jab main mar jaaon to tum David sey shaadi kar lena.
    Biwi: Woh kyoon?
    Mian: Ek dafa uss ney mujhey ghalat stock mein paisa doobwaya thaa aur mein uski is baat ka badlaa lena chahta hoon.

  2. #2
    Senior Member dhobi_bhai's Avatar
    Join Date
    Apr 15, 2005
    Posts
    9,013
    TUMS Jee. :biggthumb

  3. #3
    dreamz... Prince Ali's Avatar
    Join Date
    Jan 12, 2003
    Location
    ƒαiгŷ ταlεš
    Posts
    12,216
    Blogs
    63

  4. #4
    Don, Busy for nothing ....
    Join Date
    Nov 27, 2000
    Location
    Planet mars
    Posts
    2,377
    Blogs
    5
    Quote Originally Posted by TUMS
    ................................
    ===========================================
    Miaan: pyaari Rosy, jab main mar jaaon to tum David sey shaadi kar lena.
    Biwi: Woh kyoon?
    Mian: Ek dafa uss ney mujhey ghalat stock mein paisa doobwaya thaa aur mein uski is baat ka badlaa lena chahta hoon.
    He was a self made man who owed his lack of success to nobody.
    - Author on Cargill in 'Catch 22'

  5. #5
    Senior Member truelies's Avatar
    Join Date
    Sep 14, 2005
    Location
    Home
    Posts
    2,189
    Quote Originally Posted by TUMS
    Paros mein naya karaidaar jora aa gaya. Ek roz begum ney kaha: Donon mein bohot mohabbat lag ti hai. Har subha woh office sey jaaney sey pahley bari narmi sey uss ka haath pakar taa hai. Phir kaafi derr tak woh ek doosrey ko palat palat key kudha hafiz kartey rahtey hain. Tum bhi aisa kyoon nahin kartey? Uss ka miya hairaan ho key bola: Lekin main to uss ko jaan ta bhi nahin hoon!
    =======================================
    Ek qawwal bar bar yeh misra dohra raha tha:
    Main makkah medina aaoon main makkah medina aaoon, jaaoon, aaoon, jaaoon, aaoon, jaaoon. Uss key aaoon jaoon barthey gai to ek admi sey raha na gaya. Woh zor sey bola: Arrey itney pheron ke liye kiraya kahaan sey laaiga?
    ========================================
    Interviewer: Farz karo key main tumhey apney ghar bulaoon aur meri biwi boley saahib ghar pey nahin hain aap andar aa jaien to aap kiya kareingey?
    Interviewee: Aap apni biwi ki photo dikha sakhtey hain?
    ========================================
    Do paagal chall rahey hotey hain to achaanak unn ko khayaal aata hai key hum aam bun key ulta latak jaaein.
    Thori derry baad ek girr gaya to pehley ney kaha, "kyoon thakk gain?" to doosra bola nahin pakk gaya..
    ===========================================
    Miaan: pyaari Rosy, jab main mar jaaon to tum David sey shaadi kar lena.
    Biwi: Woh kyoon?
    Mian: Ek dafa uss ney mujhey ghalat stock mein paisa doobwaya thaa aur mein uski is baat ka badlaa lena chahta hoon.
    hahahaha ... awsome indeed

visitors found this page by using these recent terms: latifay,  http:www.paklinks.comgshumor-rated-g215021-some-urdu-latifay.html,  latefay,  urdu sexy latifay,  latifay in urdu language,  latify urdu,  sexy latifay in urdu,  urdu main latifay,  latify in urdu,  sexy latifay,  sexy latify,  sexy latefy ,  urdu latifay,  sexy latefay,  best latifay urdu,  urdu sexy latify,  sexy urdu latifay,  sexy latifay urdu ,  www.urdu latifay.com,  sexy lateefay in urdu,  nangay latifay,  best latifay in urdu,  www.urdulatifay.com,  urdu latifay images,  sexy latify in urdu