Waah Bohaat khooob

yusufzai Miya, ya dua tu ham har roz subah savairy school may class may jani si pihli gharmiyoo ki Doop may aor sardiyoo ki chao may manga karthi thi likaan afsoos

kuch assar nahi howa na hi tu dardmando ki liya hamrai dilo may muhabat paida howai aor na hi, na gharibo si muhabat , na hi hamri waja sy dunya ka andira door howa balki mira khiyaal hy azafa hi howa hoga

na hi ilaam ki sham sai haam saab ku muhabat rahi,haan Ya baat Zaroor hay ki Allah nay hami burai sai bachai raka likaan hum tu khud hi burai ku dond dond kar talash karthi rahi
bahir haal jawaab nahi eis doa ka abb bi jab tahayoo may koch dair pihlay naind say yaad kartha hu aankian may nami ajthi hy, jawaab nahi iqbal ka
