Results 1 to 18 of 19
- Oct 2nd, 2006, 03:54 AM #1No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki
I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D
- Oct 2nd, 2006, 06:38 AM #2Dil pr mat ly
- Join Date
- Nov 27, 2005
- Location
- Ham whan hain jhan sy ham ko bhi hmari khabr nahi ati
- Posts
- 22,016
Sannan Achi koshish hy Ramzan ky ashaar aik jaga jma krny ki, yeh meri traf sy.Allama Iqbal ky Jwaby Shikwa main Ramzan ky hwaly sy jy shyr nazar ay Haziry khidmat hain I think Ramzan ky hwaly sy Ashaar hony chahhy Mubarik ka hona sharty Lazim nahi Shukriya;Kis qaddar tum py giran Subeh ki Bydari hy
Ham sy kab piyar hy han neend tumhin piyari hy
Tabbay azzad py qaidy Ramzan bhari hy
Tum hi keh do yehi ainy wafadari hy???

Last edited by goodnews; Oct 2nd, 2006 at 06:43 AM.
YAZEED-UN-Nisa!
- Oct 2nd, 2006, 07:59 AM #3
Mashallah.....!!!!!
Kisi ko panay ki chahat MOHABBAT toh nahi.................!
~~**Mere Naseeb nae meri khuahish ko kabhi samjha hi nahi**~~
- Oct 2nd, 2006, 10:49 AM #4
- Oct 2nd, 2006, 10:55 AM #5
Mashallah
The best part of the best drug in the world isn't the high. It's the moment just before you take it. The dice are dancing on the table. Between now and the time they stop, that's the greatest high in the world
- Oct 2nd, 2006, 02:31 PM #6Member
- Join Date
- Jul 31, 2006
- Posts
- 118
De De is here.
- Oct 2nd, 2006, 06:49 PM #7
- Oct 2nd, 2006, 07:18 PM #8
wah subhan Allah, ap ko bhi ramzan mubarak.
I am in Love+ You are in Love+He is in Love+She is in Love = Every One Is In Love
- Oct 3rd, 2006, 01:10 AM #9
Buhat Buhat Shukarai Sunny, MG, GN, price, ded9211 & I'm in love ....... leekan kissi key taraf say ramzan par koi sh'er naheen aaya masiwai GN kay ...anyway i'm posting one nice nazam on Ramzan ... hope you'll like it
RAMAZAN MUBARAK
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
Eimaan se aaqide se to rab ko phechaan
qudrat ke es mahine ki bat hai nirali
rakhta nahi woh kabhi kisi ka hath khali
to mangh le jo tere dil ka hai armaan
bkhshish nahi jiski uski bhi hogi
ramzan ki shaan se berkat ayesi hogi
ker ebadat dil se ye hai sher re gufran
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
roze wa ebadat aur tilawat se tu janat ko pale
apni hasti ko ebadat main aaj mita de
berkat ka mhina hai ebadat tu kerle aye ensaan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
aasma ke satho derwaze hai khole
dekhe tujhe fer****e tu kaya mangta hai re
teri ebadat ko milege farishto se burhan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
saihri bhi hogi aftari bhi hogi
her esha ke bad tarawi bhi hogi
ebadat tu kerle mere bhai muslman
berkat ka mahina hai ye sher re ramzan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe EimaanNo Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki
I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D
- Oct 3rd, 2006, 06:45 AM #10Dil pr mat ly
- Join Date
- Nov 27, 2005
- Location
- Ham whan hain jhan sy ham ko bhi hmari khabr nahi ati
- Posts
- 22,016
saihri bhi hogi aftari bhi hogi
her esha ke bad tarawi bhi hogi
ebadat tu kerle mere bhai muslman
berkat ka mahina hai ye sher re ramzan
Ramzaanul mubarak ho aye sahebe Eimaan
Buhat achi shairi hy
Tumhin tu pta hy kam ki baton main mera dimagh kam hi chalta hy, Is liy shyr na keh saki khud sy
Wasy bhi yeh Allh:swt: ki di hoi tofeeq hy jisy dydy.
Agar yeh tumhari Apni shairi hy tu This THRED MUST BE IN SHAR_O_GUPSHUP
Last edited by goodnews; Oct 3rd, 2006 at 06:54 AM.
YAZEED-UN-Nisa!
- Oct 3rd, 2006, 06:59 AM #11
- Oct 3rd, 2006, 07:58 AM #12Senior Member
- Join Date
- May 10, 2006
- Posts
- 1,322
Hum Sub Ko Ho Mubarak Ramzan Ka Maheena
Har Dil Bana Hay Kaa’ba Har Jaan Bani Madeena
MASHALLAH....Bohat Accha!
- Oct 3rd, 2006, 10:57 PM #13Dil pr mat ly
- Join Date
- Nov 27, 2005
- Location
- Ham whan hain jhan sy ham ko bhi hmari khabr nahi ati
- Posts
- 22,016
Qudsion main hy Musarat ki lehr dori hoi
Shoor hy ojy Falak pr amady Ramzan ka
Qaid Hoty hain shiyateen is mahy Mubarik main
Geet Gaty hain Farishty Azmaty Subhan ka
Ramzan Ky hawaly sy yeh Ashar bhi mujhy buhat achy lagy thy
YAZEED-UN-Nisa!
- Oct 4th, 2006, 02:20 AM #14Member
- Join Date
- Jun 22, 2006
- Posts
- 152
subhanallah.
- Oct 5th, 2006, 04:12 AM #15
Thanks Maham, Eeman & Dani ...... maza aa jata agar aap log bhi kuch ramzan kay baray main she'r share kartay ......
No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki
I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D
- Oct 5th, 2006, 08:10 AM #16
MashAllah Nice Contribution
~BadlooN peR baseRa~
/)/)..(\(\
( ._.).(._. )o(_(')(')..(')(')_)o
- Oct 7th, 2006, 08:30 PM #17Dil pr mat ly
- Join Date
- Nov 27, 2005
- Location
- Ham whan hain jhan sy ham ko bhi hmari khabr nahi ati
- Posts
- 22,016
Thanx
Originally Posted by Koyal
YAZEED-UN-Nisa!
- Oct 8th, 2006, 08:01 AM #18Senior Member
- Join Date
- May 10, 2006
- Posts
- 1,322
Qudsion main hy Musarat ki lehr dori hoi
Shoor hy ojy Falak pr amady Ramzan ka
Qaid Hoty hain shiyateen is mahy Mubarik main
Geet Gaty hain Farishty Azmaty Subhan ka
Buhat accha...GN
visitors found this page by using these recent terms:
hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahina mp3,
hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahina naat download,
hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahina download naat,
ramzan ka mahina har jan bani hai kabhi,
hum sab ko ho mubarak naat download,
hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahina ptv,
naat hum sab ko ho mubarak,
naat hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahena mp3,
download Mubarikh Mubarikh Mubarikh Mubarikh download mp3 Mubarikh Mubarikh download free download Mubarikh Mubarikh mp3,
Hum sab ho mubarak ramzan ka mahina naat download,
Ham sab ko ho mubark ramzan ka mahina mp3,
hum sab ko ho mubarak ramzan ka mahina naat video mp3,
ham sab ko ho mubarik,
ramzan ka mahina har jan bani he kabbha,
download naat hum sab ko mubarak ramzan ka mahina hai jaan bani hai kaba har dil bana madina,
free mp3 naats ham sab ko ho mubarak ramzan ka mahina har dil bana hai kaba har jan bani madina free mp3 download,
ham sab ko ho mubark ramzan ka mahina aduio,
audio naat hum sab ko ho mubarak ramzan ka maheena,
ramzan nazam,
download naat hum sab ko ho mubarak


LinkBack URL
About LinkBacks

Reply With Quote

hangout
rendezvous
society
services
Feb 2nd, 2013, 12:39 AM