Results 1 to 3 of 3
- Sep 15th, 2000, 05:25 PM #1~ * LoVe Ã…nGeL * ~
- Join Date
- Jun 16, 2000
- Posts
- 1,152
Gham-e dil ko in aankhoun sey chalak jana bhi ata hai
tarapna bhi humey ata hai , tar-pana bhi ata hai
kisi ki yaad mai jo zindagi humney guzari hai
humey wo zindagi apni muhabat sey bhi pyari hai
wo aye ru-baro hum dastaan apni suna-ein gey
kuch apna dil jala-ein gey kuch unko aazmain gey
sare-mehfil humein poshamma ban jana bhi ata hai
wo apna ruth jana aur wo unka mana laina
wo manzil jhanktey hai aaj bhi yaadoun ki chilman sey
bhula sakta hai kaisey koi wo andaaz bachpan key
humko guzri hoie batoun ko dohrana bhi ata hai
humey ata nahi hai piyaar mai be-abro hona
sikhaya unko humney wafa mai dur-kharo hona
hum apney khooney dil sey zindagi ki mang bhar dein gey
ye dil kiya cheez hai hum jaan bhi qurban kar dein gey
khilafe-zapte-ulfat hum ko mar jana bhi ata hai
tarpna bhi humey ata hai, tarpana bhi ata hai
------------------
You are ,my prayer
And you are my faith
Come back to me now,
before it's too late
- Sep 15th, 2000, 05:39 PM #2Member
- Join Date
- Mar 4, 1999
- Posts
- 227
Really!
I don't know this technique.....
------------------
- Sep 15th, 2000, 05:50 PM #3~ * LoVe Ã…nGeL * ~
- Join Date
- Jun 16, 2000
- Posts
- 1,152
only telented ones do

------------------
You are ,my prayer
And you are my faith
Come back to me now,
before it's too late
visitors found this page by using these recent terms:
tarapna bhi hamein aata hai lyrics,
tarapna bhi hamein aata hai mp3,
tarapna bhi hamein aata hai song download,
tarpana bhi aata hai,
tarapna bhi hamein aata hai,
tarapna bhi hamein aata hai song,
tarapna bhi hamein aata hai mp3 download,
tarapna bhi hamein aata,
tarapna bhi hamein aata hai mp3 song,
tarapna bhi hamein aata download,
tarapna bhi hamein aata mp3,
Tarapna bhi humey ata hai Tar-pana bhi ata hai,
download free tarpana bhi aata hai,
download song mp3 song tarapna bhi hume aata hai,
tarapna bhi hamein aata hai tarpana mp3 free download,
tarapna bhi humein,
tarpana bhi aata hai free download,
song trapna bhi hamien aata hai tarpana bhi aata hai,
tarapna bhi hamein aata hai movie name,
mp3 download tarapna bhi hamain aata hai tarpana bhi aata,
tarapna bhi hume aata hai lyrics,
tarpna b ata hai or tarpna b ata hai mp3 song,
tarapna bhi hamein aata lyrics,
tarapna bhi hamen aata hai tarpana bhi aata mp3,
tarpna b ata hai pics


LinkBack URL
About LinkBacks

Reply With Quote

hangout
rendezvous
society
services
Feb 2nd, 2013, 12:39 AM