| -
Apr 15th, 2011, 12:21 AM #1
Senior Member
Kia ishq nay samjha hay , Kia husan nay jaana hay Ham khaak nashenoN ki, Thokar main zamana hay No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D -
Apr 15th, 2011, 12:24 AM #2
once ALIG always an ALIG!
i LOVE this she'r from Jigar...poorii Ghazal hii zabardast hai: ham soKhta jaanoN kaa nasheman bhii balaa hai! 
thanx for sharing -jo apne tajrubaat se sabaq letaa hai vo 'aqlmand kahlaataa hai, -jo dusroN ke tajurbaat se sabaq letaa hai vo daanishwar kahlaataa hai, aur
-jo na dusroN ke tajurbaat aur na hii apne tajurbaat se sabaq le, vo aHmaq kahlaataa hai -
Apr 15th, 2011, 12:45 AM #3
Senior Member
This is my all time fav sher and written on my every note book during my college life
aap poora kalam share kar dain to meharbani hogi No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D -
Apr 15th, 2011, 01:04 AM #4 Vice President Paklinks  Originally Posted by Sannan This is my all time fav sher and written on my every note book during my college life
aap poora kalam share kar dain to meharbani hogi  Aap toh unparh paindoo hain. 
Nice one. -
Apr 15th, 2011, 01:22 AM #5
Senior Member
 Originally Posted by ehsan Aap toh unparh paindoo hain.  Nice one.  mei college mein canteen chalata tha aab aap kay dil ko sakoon phunch gia maira pool khulwa kar No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D -
Apr 15th, 2011, 01:58 AM #6
~ Khavab ki soorat ~
isiliye thoker maar maar kar sare joote phat gae the aur roz aunty se maar khatay the -
Apr 15th, 2011, 03:59 AM #7 Poster of the week Poetry Forums
mujy aiknshs,ar yaad agaya
kisi ki kia majal thi jo koe HAMKO KHAREED SAKTA FARAZ
HAM TOO KHOUD HEE BIK GAEY KHAREDAAR DEKH KAAY
*~*BA,ADAD*~* BANASEEB*~*
^_^BE,ADAB^_^BENASEEB^_^ -
Apr 15th, 2011, 08:31 AM #8
once ALIG always an ALIG!
 Originally Posted by Sannan ...aap poora kalam share kar dain to meharbani hogi  Hukm kii ta'meel mere liye baa'is-e-sad-hazaar masarrat yeh rahii vo Ghazal:
ik lafz-e-moHabbat ka adnaa saa fasaana hai
simte to dil-e-'aashiq, phaile to zamaana hai
yeh kiskaa tasavvur hai, yeh kiskaa fasaana hai
jo ashk hai aaNkhoN meN, tasbeeH kaa daana hai
hum 'ishq ke maaroN kaa itnaa he fasaana hai
rone ko nahiiN koii, haNsne ko zamaana hai
vo aur vafaa! dushman maneNge, na maanaa hai
sab dil ki sharaarat hai, aaNkhoN kaa bahaana hai
kiaa Husn ne samjhaa hai, kia 'ishq ne jaanaa hai
hum Khaak_nasheenoN kii Thokar meN zamaana hai
vo Husn-o-jamaal unkaa, yeh 'ishq-o-Shabaab apnaa
jeene kii tamannaa hai, marne kaa zamaana hai
yaa vo the Khafaa hum se, yaa hum the Khafaa un se
kal unkaa zamaana thaa aaj apnaa zamaana hai
ashkoN ke tabassum meN aahoN ke tarannum meN
ma'soom moHabbat kaa ma'soom fasaana hai
aaNkhoN meN namii sii hai, Chup-Chup se vo baiThe haiN
naazuk sii nigaahoN meN naazuk saa fasaana hai
hai 'ishq-e-junooN pesha, haaN! 'ishq-e-junooN pesha!
aaj ek sitamgar ko haNs haNs ke rulaana hai
yeh 'ishq nahiiN aasaaN, bas itnaa samajh liije
ik aag kaa daryaa hai aur Doob ke jaanaa hai -jo apne tajrubaat se sabaq letaa hai vo 'aqlmand kahlaataa hai, -jo dusroN ke tajurbaat se sabaq letaa hai vo daanishwar kahlaataa hai, aur
-jo na dusroN ke tajurbaat aur na hii apne tajurbaat se sabaq le, vo aHmaq kahlaataa hai -
Apr 15th, 2011, 08:34 AM #9
Senior Member
 Originally Posted by *Masoom Muskaan* isiliye thoker maar maar kar sare joote phat gae the aur roz aunty se maar khatay the  yah tum nay saray raaz idhar he aa kar kholnay hotay hain  Originally Posted by jiia mujy aiknshs,ar yaad agaya
kisi ki kia majal thi jo koe HAMKO KHAREED SAKTA FARAZ
HAM TOO KHOUD HEE BIK GAEY KHAREDAAR DEKH KAAY Buhat khoubsurat she'r 
leekan parhnay mein 5 minute lag gaiy No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D -
Apr 15th, 2011, 08:37 AM #10
Senior Member
Buhat Maharabani 
Simply awesome aur mujhay yah she'r bhi mairay maiyaar par pura uttra hay  Originally Posted by Khalil KhaaN FaaKhta yaa vo the Khafaa hum se, yaa hum the Khafaa un se kal unkaa zamaana thaa aaj apnaa zamaana hai kal unkaa zamaana thaa aaj apnaa zamaana hai ...wah wah zabardast
No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D -
Apr 15th, 2011, 09:11 AM #11 ~ PakeeZa ~  Originally Posted by Khalil KhaaN FaaKhta Hukm kii ta'meel mere liye baa'is-e-sad-hazaar masarrat yeh rahii vo Ghazal: ik lafz-e-moHabbat ka adnaa saa fasaana hai
simte to dil-e-'aashiq, phaile to zamaana hai
yeh kiskaa tasavvur hai, yeh kiskaa fasaana hai
jo ashk hai aaNkhoN meN, tasbeeH kaa daana hai
hum 'ishq ke maaroN kaa itnaa he fasaana hai
rone ko nahiiN koii, haNsne ko zamaana hai
vo aur vafaa! dushman maneNge, na maanaa hai
sab dil ki sharaarat hai, aaNkhoN kaa bahaana hai
kiaa Husn ne samjhaa hai, kia 'ishq ne jaanaa hai
hum Khaak_nasheenoN kii Thokar meN zamaana hai
vo Husn-o-jamaal unkaa, yeh 'ishq-o-Shabaab apnaa
jeene kii tamannaa hai, marne kaa zamaana hai
yaa vo the Khafaa hum se, yaa hum the Khafaa un se
kal unkaa zamaana thaa aaj apnaa zamaana hai
ashkoN ke tabassum meN aahoN ke tarannum meN
ma'soom moHabbat kaa ma'soom fasaana hai
aaNkhoN meN namii sii hai, Chup-Chup se vo baiThe haiN
naazuk sii nigaahoN meN naazuk saa fasaana hai
hai 'ishq-e-junooN pesha, haaN! 'ishq-e-junooN pesha!
aaj ek sitamgar ko haNs haNs ke rulaana hai
yeh 'ishq nahiiN aasaaN, bas itnaa samajh liije
ik aag kaa daryaa hai aur Doob ke jaanaa hai wahh... bohat umdahh.. dono hazraat ka bohat shukriya..
salamat rahiye.. ..................................... Hum ney kaantoN ko bhi narmii sey chuhwaa hey aksar log be-dard heiN PhooloN ko massal detay heiN -
Apr 15th, 2011, 09:29 AM #12 Poster of the week Poetry Forums
apka dhe.aan kidar tha  Originally Posted by Sannan yah tum nay saray raaz idhar he aa kar kholnay hotay hain
Buhat khoubsurat she'r 
leekan parhnay mein 5 minute lag gaiy  *~*BA,ADAD*~* BANASEEB*~*
^_^BE,ADAB^_^BENASEEB^_^ -
Apr 15th, 2011, 10:56 AM #13
Save_us_IK
Sannan bhai -
Apr 15th, 2011, 11:06 AM #14
~InNocEnT sOuL~
~Do Not Store Dreams In Your Eyes, They May Roll Down With Tears. Store Them In Your Heart, Each Heart Beat Will Inspire You To Fulfil Them~ -
Apr 15th, 2011, 11:08 AM #15 Channel Manager Rendezvous & Chat  Originally Posted by Khalil KhaaN FaaKhta Hukm kii ta'meel mere liye baa'is-e-sad-hazaar masarrat yeh rahii vo Ghazal:
ik lafz-e-moHabbat ka adnaa saa fasaana hai
simte to dil-e-'aashiq, phaile to zamaana hai
yeh kiskaa tasavvur hai, yeh kiskaa fasaana hai
jo ashk hai aaNkhoN meN, tasbeeH kaa daana hai
hum 'ishq ke maaroN kaa itnaa he fasaana hai
rone ko nahiiN koii, haNsne ko zamaana hai
vo aur vafaa! dushman maneNge, na maanaa hai
sab dil ki sharaarat hai, aaNkhoN kaa bahaana hai
kiaa Husn ne samjhaa hai, kia 'ishq ne jaanaa hai
hum Khaak_nasheenoN kii Thokar meN zamaana hai
vo Husn-o-jamaal unkaa, yeh 'ishq-o-Shabaab apnaa
jeene kii tamannaa hai, marne kaa zamaana hai
yaa vo the Khafaa hum se, yaa hum the Khafaa un se
kal unkaa zamaana thaa aaj apnaa zamaana hai
ashkoN ke tabassum meN aahoN ke tarannum meN
ma'soom moHabbat kaa ma'soom fasaana hai
aaNkhoN meN namii sii hai, Chup-Chup se vo baiThe haiN
naazuk sii nigaahoN meN naazuk saa fasaana hai
hai 'ishq-e-junooN pesha, haaN! 'ishq-e-junooN pesha!
aaj ek sitamgar ko haNs haNs ke rulaana hai
yeh 'ishq nahiiN aasaaN, bas itnaa samajh liije
ik aag kaa daryaa hai aur Doob ke jaanaa hai Nice one "The point is Allah. And everything besides Allah, is besides the point." -
Apr 15th, 2011, 01:46 PM #16
Loved it ... -
Apr 15th, 2011, 06:41 PM #17 -
Apr 18th, 2011, 01:53 AM #18
Senior Member
 Originally Posted by jiia apka dhe.aan kidar tha  Aap key taraf naheen tha No Sindhi No Balochi,No Muhajir No Pathan, No Punjabi No Saraiki I...AM...ONLY...PAKISTANI
P A K I S T A N............Z I N D A B A D
visitors found this page by using these recent terms:
ishq nay,
kia hussan ny smjha,
husan kia,
Kia husan,
kia ishq nay samjah urdu,
gazal eshq ma hum tmy kia,
ishaq nay pegham bhejha hai
| |
Feb 2nd, 2013, 12:39 AM