Disclaimer: Taken from the same book of Shafiq ur Rehman
Teacher: agar paani ko thandaa kiyaa jaaye tau kiyaa hogaa
Student (Rufi): tau woh thanDaa ho jaaye gaa
Teacher: aur agar uss ko aur thandaa kiyaa jaaye tau?
Student: tau woh aur thandaa ho jaaye gaa
Teacher: naheeN, laikin agar uss ko mazeed thandaa kiyaa jaaye tau
Student: tau woh mazeed thandaa ho jaaye gaa
Teacher: umm hmmm... naheeN laikin agar uss ko thandaa kiyaa jaaye aur bahut der tukk thandaa kartaY rahaiN phir?
Student: (Thinking

) ummmmm phir golaa gandaa bunn jaaye gaa
hahahahahahaha
