|
Wife: Wo samnay jo aadmi drink ker raha hai,
usko main nay 10 saal pehlay shadi k
liye inkaar kia tha.
Aaj tak sharab pee raha hay!
Husband: Wow! itni lambi celebration!
Har Dil Jo Pyar Karega, Woh Gana Gaaye Ga, Deewana Sainkdon Main Pehchana Jaaye Ga.
|