so guz finally im here with some of my new Pics . . . i took these pix in kalaam n in nathia-gali . . . . i got loads of pix but i just scanned some of da picz nah
ermmmmmm
stylish ;)
hmmmm all alone sooching sumjhing
poor kid with 2 gunda log
whole gang . . . . me n my friends n cousinz . .
Mai Bura Mari Duniya Buri . . . . Dor jaoo gay tu Mar JaaOo gaay , PaSs aaOo gaay tu JaL JaaOo gaay
Welcome back shack
Oye third world citizen
digital camera lay loo - i think uss main scan nahi karna parta
pictures khud ba khud PC main ghuss jati hain - via cable
Nice pics though
Post some pics of Bahrain, Miandam, Malam Jabba and Mingora :
Ik zindagi theee Fida kar dee
<Beep Beep> ki intehaaa kar deee
Dani bOy - - - me doing Lash Pash , well yaar bus woh kia hai nah japan walo say contract kara tha Pic develop karwanay ka
Orpheus = = = yAh Kojak ;)
Shikra Baji - - - - Love u man . . . . yaar bus busy in jOb ,,,,,,, Life mai abb kuch nahi raha serf job kay ilawa . . . wesay mai bhi app logo ko miss karta ho jabhi tu wapas ayah yaha
Uncle Jee - - - - yaar mera bhai mera janu kesa hai yaar bhool gaie lay jana DigI cam abb waha jaaa kar yaad ayah kay Cam he koie nahi layah sab aik doosaray kay assraay par rah gaie kay yah layah ho ga woh layah ho ga . . in the end koie nahi layah . . . tu waha Mangorah say Camera khareda aik pathan ke shop say . . . . . . wesay pics yaar cousin kay pas hai jesay he day ga ill send it to u darling .
shoab akhtar - - - - darling bus teray say nice nahi ;)
Nakhan - - - - jaani thanks nah . . . . . .
Enya - - - - shukreyah , nawazish , karam .
magar jo app ko Gunday melay ho gay woh hum jesay nahi ho gay :=p
Daagh - - - mera bhai kesa hai jaani . . . . i love u nah . . . . kaha hai bhai ajj kal . . . shadi kay bad tu hum ko bhool he geyah baywafa insan bhabi kasi hai . mera salam dena un ko . . . . .wesay yaar abb humhari age chale gaie chaa janay wali . . . im about 27 years buddha nah
bus manay tu asay he post kar de pics apni kay kafi arsa ho geyah or tour par bhi geyah tha tu soocha apna khoooof kay sath naak wala chera app logo ke khidmat mai paash kar do
Lone ranger - - - bhai kia hal chal hai wesay boohat acha laga kay meray sab pooranay doost GS kay yaha aakar comment kar rahay hai
khair kab karachi aarahay hai bhai app ? ? ? ?
The Day of judgment is near, when there is a single star in the sky, straight away the path of forgivness will close, the writing in the quran will vanish..