bohat achhay mazaameen baandhay haiN aap nay! paRh ker lutf aaya.... ! taqreeban ashaar achhay haiN bas ozaadn ki taSeeH kay liay agar kisi ustaad ko dikha lia kijay tau kalaam maiN nikhaar aa jaaye ga... !
bahar kaif daad haazir-e-khidmat hay....!
khush rahiaye...
Raat yon dil main teri khoi hui yaad aai
Jesay veeranay main chupke se bahar aajaay
Jesay sehraaon main holay se chalay baad e naseem
Jesay dewanay ko be waja qarar aa jaay
not a bad effort but not just as good as could have been expected from someone who claims to be chacha Ghalib
namon per na jaain... they're just a mirage
not bad is good enough... thankoo
Quote:
Originally Posted by S.786
waah buhut khoob....sharing hy
thanks
Quote:
Originally Posted by ahm4me
bohat achhay mazaameen baandhay haiN aap nay! paRh ker lutf aaya.... ! taqreeban ashaar achhay haiN bas ozaadn ki taSeeH kay liay agar kisi ustaad ko dikha lia kijay tau kalaam maiN nikhaar aa jaaye ga... !
bahar kaif daad haazir-e-khidmat hay....!
khush rahiaye...
daad kay liye bohat shukriya... lafz ozaadn ki samajh nahin aai